Friday 26 October 2012

Zindagi ka sochta hoon na zamaney ka sochta hoon


Zindagi ka sochta hoon na zamaney ka sochta hoon,
Main to bas usey apna bananey ka sochta hoon,

Us key rooth janey key andaz ki qasam,
Woh rooth jaey to mananey ka sochta hoon,

Us ney na ki wafa to koi gila nahin,
Main us sey wafaen nibhaney ka sochta hoon,

Woh mujhe rulaey to koi baat nahin,
Main ro kar bhi usey hansaney ka sochta hn...!!!

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment