Friday 12 October 2012

Na qurb k na wafa k hoty hain


Na qurb k na wafa k hoty hain
Sary jhagry wafa k hoty hain

Baat niyat ki sirf hy ... werna
Waqt sary dua k hoty hain

Bhool jaty hain matt bura ..khna
Log putly khata k hoty hain

Wo bazahir ... jo kuch nahi lagty
Iss sy rishty bala k hoty hain

Wo humary hain iss terha sy FAIZ
Jessy bndy khuda k hoty hain

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment