Friday 29 June 2012

Mohabbat ka matlab


Dhadkan bina dil ka matlab hi kya
roshani bina diye ka matlab hi kya

kyu kehte hai log ki mohabbat na kar dard milta hai
wo kya jane ki dard bina mohabbat ka matlab hi kya…

-------------------------------

Wafa ka naam na lo yaron,
Wafa dil ko dukahati hai.

Jub bhi Wafa ka naam lete hi,
hume ek bewafa ki yaad Aati hai.

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)♥●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment