Wednesday 27 June 2012

Lovely Poetry SMS 13


duniya ka yaqin kare bhi to kese kare
dost
Apni hi Aankh ka Aansu bhi to Apna nahi raha
wo bhi nikla kisi aur ke liye nikla,,,,,,,,,,,,,,,

-------------------------------

Meri saansein sirf tere hi naam par chalti hai,
Mari aankhein sirf tujhe hi dekhna chati hai,

Yun to aur bhi dost kai hai mere na,
jane kyu dil ko sirf teri yaad aati hai.

-------------------------------

Tujhe dekhe bina teri tasvir bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,

Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon…

-------------------------------

Chaha tha humne jise use bhulaya na gaya,
Zakhm dil ka logon se chhupaya na gaya,

Bewafai ke baad bhi itna pyar karta hu ki,
Bewafa ka ilzaam bhi us par lagaya na gaya…

-------------------------------

Gunah To Nahi kia Tha Sirf Dil Hi Lagaya Tha,

"Faraz"

Par Uss Ne Mujrim Qarar De kar Saza-e-Tanhai De Di..!!

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)♥●•٠·˙




0 comments:

Post a Comment