Iss tarah meri wafa ka haq woh ada kar rahe hai
Mera Jeevan saathi hi meri marne ki dua kar rahe hai
Sar-basar mit gaye hum jab chhod diya usne saath
Apni yaadon se bhi mujhe woh juda kar rahe hai
Zarurat nahi use kisi khanjar ya teer-e-kamaan ki
Muskura kar mera dili sukun woh tabah kar rahe hai
Kaise samjhaye hum aisi alam mein dil-e-nadaan ko
Use aaj bhi chahne ki kambakat gunaah kar rahe hai
Socha jab bhul gaye woh hume toh gile shikwe kaisi
Khata iss dil ki hai jo pyaar use bepanah kar rahe hai

.'''-'''.
''.A.''
0 comments:
Post a Comment