Tuesday 16 April 2013

Tum Saans agar hotay Saanson mein basa leta


Tum Saans agar hotay Saanson mein basa leta.

Tum khuwab agar hotay palkon pe saja leta,,

Ek baar hans ker tum so phool khila jatay,

Her phool utha leta Rangon mein naha leta,

Kon tujh ko pyara hai koi puchta agar mujh se,

So bar sada deta, tera naam bata deta,

Pyar ki raah mein tum rooth jatay agar mujh se,

beth ker qadmon mein her bar mana leta

.'''-'''.
''.A.''
˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥)●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment