Thursday 5 July 2012

TUM SIRF MERI HO


TUM SIRF MERI HO

Raat k kisi lamhey jab tumhari yaad aye
Tu batao mujh ko mian kiya karon

tumhain mithi nendia se jaga don ?
ya tumharey seney per sar rakh don ?

tumhari gehri band akhon ko kholon
aur un main samaj jaon ?

ya tumhain bina akhain jhapkey dekhta jaon ?
k kahe yeh khawab toat na jaye

k tumhara sath choth na jaye Suno...!!!
mujhe tumharey sath guzra

ik lamha bhi bhulana gawara nahi Suno...!!!
utho aur aik bar mujhe ankh bhar ker dekho aur mujh ko kaho ke

"Tum Sirf Meri Ho.

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)♥●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment