Thursday 12 July 2012

Lovely Poetry SMS 45


Ajab andaaz hain uskey jawab maangney ka

hontho par honth rakh kar kehti hain boltey kyun nahin...

-------------------------------

Log Kehte Hain Tere Ishq Me Kaafir Mujh Ko .!!! ♥♥♥

Aur Mere Dil Ko Ye Ilzaam Bhalaa Lagta Hai

-------------------------------

Firaq-e-Yaar Ne Bhi Be’Chain Mujhko Raat Bhar Rakha,

Kabhi Takia Idhar Rakha, Kabhi Takia Udhar Rakha

-------------------------------

Aseb zada ghar ka main wo dar hun Mohsin,

Deemak ki tarah kha gayi jise dastak ki tamanna......!!

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)♥●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment