Sunday 8 July 2012

Dil-e-nadaan to mohabbat ki sada deta hai


Dil-e-nadaan to mohabbat ki sada deta hai
Jisey chaho to wohi shaks daga deta hai

Phir main us se kyun mohabbat ki tawako rakhun
Jo har baat raqeebon ko bata deta hai

Tu agar bewafa hai to kya gham
Dil-e-nadaan nawaz tujhe aur jeeney ki dua deta hai

Tum samajhte ho ke har shak na samajh hai
Waqt ustaad hai har baat sikha deta hai

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)♥●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment