Thursday 5 July 2012

Agar mai bata doo ,Mai kiya chahti hoo


Agar mai bata doo ,mai kiya chahti hoo ,
nazro say apni gira tu na do gaiy ,

jo mai chahti hoo woh tum bhi na chaho ,
mujhey koi karee sai saza tu na do gaiy ,

mai mohabbato mai jaber ki qail nahe ,
dil laga kr mujh ko bhula tu na do gaiy ,

jo mai bata doo mere maan mai kiya hai ,
jaha mai tamasha bana tu na do gaiy ,

darti hoo tum say mai razay dil sunnatay ,
tum hansi mai baat ura tu na do gaiy ,

agar mai bata doo mai kiya chahti hoo ,
wafao kay badlay jafa tu na do gaiy ,

.'''-'''.
''.A.''

˙·٠•●♥ (♥♥love Is Life♥♥)♥●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment