Saturday 31 August 2013

Mohabbaton kya haseen fasane ki baat mat kar


Mohabbaton kya haseen fasane ki baat mat kar,
Tu is zamane mein is zamane ki baat mat kar,

Bharam jo qayam hai dosti ka rahe toh behtar,
Tu meri jaan isko aazmane ki baat mat kar,
...
Mohabbaton kay liye haqaiq nahi badaltay,
Tu panioan mein diya jalane ki baat mat kar,

Qabooliyat ka ha kon kise khabar hai,
Mazaq mein bhi aa meri jaan jaane ki baat mat ker,

Tu aur jo bhi kahe ga main maan loonga,
Bus iltija hai mujh say door jaane ki baat mat ker!

.'''-'''.
''.A.''
˙·٠•●♥ (♥♥Love Is Life♥)●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment