Sunday 14 July 2013

Sab kuch lut gaya hamara teray pyar main


Sab kuch lut gaya hamara teray pyar main
Teri yaad ko palkoon main chupa rakha hai

Muqadar say miltay hain bichar kay warna
Ajj bhi tera naam dil main saja rakha hai

Najanay koi nahin basta teray siva ankh main
Aik teri tasveer ko dil main chupa rakha hai ”

.'''-'''.
''.A.''
˙·٠•●♥ (♥♥Love Is Life♥)●•٠·˙

0 comments:

Post a Comment