Ab Hum Apni Bheegi "JANUARY "ki Shuruaat ,
Tere Bakhshay Howay Azab-e-tanhai Say Kertay Hai
Tere Bakhshay Howay Azab-e-tanhai Say Kertay Hai
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Na ShauQ e Dedar, Na fikr e Judai.
Khush-Qesmat Hain Wo Loog Jo Muhabat Nahi karte.
Khush-Qesmat Hain Wo Loog Jo Muhabat Nahi karte.
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Parindon ki c fitrat ka mila tha ek shaks muje ....
zara pankh nikal aye to Aashiyana chor gya.
zara pankh nikal aye to Aashiyana chor gya.
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Bata kounsay mousam mai hum umeed-e-wafa rakhay
Tujh ko to hum DECEMBER mai bhi yaad nahe aiy ,
Tujh ko to hum DECEMBER mai bhi yaad nahe aiy ,
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Taseer he ulti hai ikhlaas kay amrit ki ,
Hum jiss ko pilatay hai woh zehar ugalta hai ,
Hum jiss ko pilatay hai woh zehar ugalta hai ,
.'''-'''.
''.A.''
0 comments:
Post a Comment