--kal raat sitaron se--
kal raat sitaron se humari bahas huyi....
sitaron ne kaha ki tumhe kya malum......
ki raat kitani muskil se gujarti hai...
vo to hum jante hai ki ye kitani tanha akeli hoti hai......
main kaha han tumne sahi kaha sayad mujhe malum nahi...........
mujhe to purav bas etana malum hai.........
din gujarata hai mera badi hi muskil se
uski yaadon ko sine se lagaye lagaye.......
dalati saam ko dekh kar dil mera bechen hone lagata hai.....
malum nahi jaane kaise gujar jaati hai ro ro kar ye raat meri

-------------------------------
--Mujhe tumhari judai ka--
Mujhe tumhari judai ka koi ranj nahi,
mere khayal ki duniya main mere pass ho tum,,
yeh tum ne theek kaha ke mujhe mila na karo,
magar mujhe yeh bataa do ke kyun udaas ho tum...
mere khayal ki duniya main mere pass ho tum,,
yeh tum ne theek kaha ke mujhe mila na karo,
magar mujhe yeh bataa do ke kyun udaas ho tum...
-------------------------------
--Phir yun huwa--
Phir yun huwa ke aankh me, dariyaa biphar gaye,
Roye hain is qadar ke, samandar bhi bhar gaye......
Roye hain is qadar ke, samandar bhi bhar gaye......
-------------------------------
--Tadapta hai--
Tadapta hai, sisakta hai, tarasta hai magar,
us se kah do ke, kisi ke hijr me marta nahi koi....
us se kah do ke, kisi ke hijr me marta nahi koi....
-------------------------------
--Ragon me--
Ragon me daurte firne ke, hum nahi qaayal,
Gar aankh hi se na tapka, to lahoo kya hai...
Gar aankh hi se na tapka, to lahoo kya hai...
-------------------------------
--Teri hasti se--
Teri hasti se teri zaat se khushbu aaye
tu jo boly to teri bat se khushbu aaye ,
tujhko dekhon to meri aankh mehak si jaye ,
tujhko sochon to khyalaat se khushbu aaye ,
tu chambeli hai, Nargis hy k, Raat ki rani ,
tujhko chuu lon to mere hath se khushbu aaye
tu jo boly to teri bat se khushbu aaye ,
tujhko dekhon to meri aankh mehak si jaye ,
tujhko sochon to khyalaat se khushbu aaye ,
tu chambeli hai, Nargis hy k, Raat ki rani ,
tujhko chuu lon to mere hath se khushbu aaye
-------------------------------
--Kitne bholepan se--
♥♥Kitne bholepan se puchte hai wo ki teri duniya kya hai.?
Wo kya jaane ki uski baahon me hi simat'ti hai duniya meri..!!!♥♥
Wo kya jaane ki uski baahon me hi simat'ti hai duniya meri..!!!♥♥
-------------------------------
--Uttha ke phool ki patti--
Uttha ke phool ki patti, nazaakat se masal daali,
Ishaare se kaha, hum Dil ka aisa haal karte hain...
Ishaare se kaha, hum Dil ka aisa haal karte hain...
-------------------------------
--Be khawb zindagi--
Be khawb zindagi ka parastaar kon tha?
Itni udas raat mein be daar kon tha?
Kis ko ye fikr thi k mohabbat mein kia hooa?
Ham is pe larr rahy they wafadaar kon tha?
So kashtian jala k chaly sahilon se ham,
Ab tum ko kia bataen k us paar kon tha?
Ye faesla to waqt bhi shayed na ker saky,
Sach kon bolta tha, adakaar kon tha???

--Aye zindagi--
Aye zindagi Tu hi Rooth Ja Humsey,
.
Ye Roothey Log Humse manaye Nahi Jaate. . .

0 comments:
Post a Comment